Roman script

rehna to hai, tere hi sang

rehna magar, mumkin nahi

rehna to hai, tere hi sang

rehna magar, mumkin nahi

ye tishnagi dil ki mere 

kaise karun main bayaan

rehna to hai, tere hi sang

rehna magar, mumkin nahi

ye tishnagi dil ki mere

kaise karun main bayaan

rehna to hai, tere hi sang

rehna magar, mumkin nahi

kyu ho gaye ye faasle

kaise miti nazdikiyaan

pichhe mere chalti rahi

kyu bewafa parchhaiyaan

baho ke ghere sapne ghanere

hai ab paraaye vo saprsh tere

ye tishnagi dil ki mere

kaise karun main bayaan

rehna to hai, tere hi sang

rehna magar, mumkin nahi

tune mujhe dhokha diya

keh na saku aisa kiya

bikhre sabhi sapne mere

kis bhool ka badla liya

tutegi mere ashkon ki ladiyaan

tadpegi tu bhi gin gin ke ghadiyaan

ye tishnagi dil ki mere

kaise karun main bayaan

rehna to hai, tere hi sang

rehna magar, mumkin nahi

ye tishnagi dil ki mere

kaise karun main bayaan

rehna to hai, tere hi sang

rehna magar, mumkin nahi

rehna to hai, tere hi sang

rehna magar, mumkin nahi

mumkin nahi, mumkin nahi

mumkin nahi

Explore this song