Roman script

rasiya pawan jhakore aaye

ho rasiya pawan jhakore aaye

rasiya pawan jhakore aaye

ho rasiya pawan jhakore aaye

jal thal ghume nache gaye

man hai khushi manaye

jal thal ghume nache gaye

man hai khushi manaye

o rasiya pawan jhakore aaye

o rasiya pawan jhakore aaye

pyar ki rut aayi jiwan me

lahar khushi ki daude man me

pyar ki rut aayi jiwan me

lahar khushi ki daude man me

mast jawani dil ko pakde

mast jawani dil ko pakde nikle haye haye

o rasiya pawan jhakore aaye

o rasiya pawan jhakore aaye

bulbul ne ye geet sunaya

bulbul ne ye geet sunaya 

phul hase gumcha muskaya 

do dil baithe aahe bharte

kaun kise samjhaye

rasiya pawan jhakore aaye 

o rasiya pawan jhakore aaye

jal thal ghume nache gaye 

man hai khushi manaye

o rasiya pawan jhakore aaye 

o rasiya pawan jhakore aaye

Explore this song