Roman script

aai ranraliyo ka jamana le ke 

mast javani aai 

aai ranraliyo ka jamana le ke 

mast javani aai 

chitvan kamaan aai naino ke baan laai 

chitvan kamaan aai naino ke baan laai 

sara jamana ka khajana le ke 

ha sara jamana ka khajana le ke 

mast javani aai 

aai rangreliya ka jamana le ke 

mast javani aai, aai 

aankh michauli khele taare 

chand gagan se kare ishare 

chand gagan se kare ishare 

sundar rup suhana le ke 

sundar rup suhana le ke 

masti javani aai 

aai rangreliyo ka jamana le ke 

mast javani aai 

joban se chingaari lekar 

jag me aag laga de 

joban se chingaari lekar 

jag me aag laga de 

soi hui aashao ko phir 

ek baar tadapaa de 

soi hui aashao ko phir

ek baar tadapaa de 

ha aaye bahar ke din 

aaye bahar ke din solah singaar ke din 

aaye bahar ke din solah singaar ke din 

navjivan ka mastana leke 

navjivan ka mastana leke 

mast javani aai 

aai rangreliyo ka jamana le ke 

masti javani aai 

aai rangreliyo ka jamana le ke 

mast javani aai

Explore this song