Roman script

rangeen hua hai saara zamana

lab pe hain mere iska tarana

jaane mujhe kya hone laga hain

dil mera haay khone laga hain

dil mera haay khone laga hain hay

dil mein dil mein dil mein hain mere tu

mujhe hain teri aarzu dil mein hain mere tu

mujhe hain teri aarzu

karni thi tumse kuchh dil ki baate

katati nahi hain ab meri raate

hone lagi hain ye kaisi halchal

aati khayalo mein tu mere harpal

chahat bani hain koi fasana

chahat bani hain koi fasana

lab pe mere hain uska tarana

jaane mujhe kya hone laga hain

dil mera haay khone laga hain

dil mera haay khone laga hain hay

dil mein dil mein dil mein hain mere tu

mujhe hain teri aarzu dil mein hain mere tu

mujhe hain teri aarzu

pehale bhi khusbu thi gulsita mein

rangeen nazare the iss jahan mein

thi bekhabar mujhse meri mohabbat

samjha hu ab main chahat ki kimmt

yaaron huaa main uska deewana

yaaron huaa main uska deewana

lab pe mere hain uska tarana

jaane mujhe kya hone laga hain

dil mera haay khone laga hain

dil mera haay khone laga hain hay

dil mein hain mere tu mujhe hain teri aarzu

dil mein hain mere tu mujhe hain teri aarzu

Explore this song