Roman script

aisa bhi ek jamana aata hai aashiki me

aisa bhi ek jamana aata hai aashiki me

jab maut ki tamanna jab maut ki tamanna

hoti hai jindagi me

chhodunga mai na daman ae yar jindagi me

jina bhi aashiki me jina bhi aashiki me 

marna bhi aashiki me

aisa bhi ek jamana aata hai aashiki me

aisa bhi ek jamana

aankho ke jharokho se dekha karenge tumko 

aankho ke jharohko se dekha karenge tumko 

markar bhi ham to hamdam chaha karenge tumko

aansu kubul mujhko aansu kubul mujhko 

tere pyar ki khushi me

chhodunga mai na daman ae yar jindagi me

chhodunga mai na daman

chahat ke phul dilbar janmo janam khilenge

chahat ke phul dilbar janmo janam khilenge

bichhade kabhi jo marke jannat me phir milenge

hai nur aasman ka hai nur aasman ka 

chahat ki chandani me

aisa bhi ek jamana aata hai aashiki me 

aisa bhi ek jamana aata hai aashiki me

jab maut ki tamanna jab maut ki tamanna

hoti hai jindagi me

chhodunga mai na daman ai yar jindagi me

Explore this song