Roman script

rangeen bahare hain, ye rangeen bahare

rangeen bahare hain, ye rangeen bahare

aise me sunaye kise, hum dil ki pukare

rangin bahare 

rangin bahare hain, ye rangin bahare

takdir ne idhar, makhmali kalin bichayi

takdir ne idhar, makhmali kalin bichayi

haryali arman bhari, masti me aayi

haryali arman bhari, masti me aayi

ye kisne

ye kisne sur me mere sur milaya

ye kisne kisko jungle me pukara

kano ka ek hiran hain, van me aaya

van me aaya

usi ki or hain mera ishara

mera ishara

kano ka ek hiran hain, van me aaya

van me aaya

usi ki aur hain mera ishara

mera ishara

hiran ho ya ki ho hirni nirali

hiran ho ya ki ho hirni nirali

na jayega nishana mera khali

na jayega nishana mera khali

rangin bahare hain, ye rangin bahare

rangin bahare hai,n ye rangin bahare

aise me sunaye kise, hum dil ki pukare

rangin bahare 

rangin bahare hain, ye rangin bahare

Explore this song