Roman script

rakhi ka din aaya

sajni rakhi ka din aaya

rakhi ka din aaya

sajni rakhi ka din aaya

resham ki rakhiya banwau

chandi ki dori se sajau

resham ki rakhiya banwau

chandi ki dori se sajau

apne bhaiya ke sur me gaau

apne bhaiya ke sur me gaau

khelu kudu mauj udau

apne bhaiya ke sur me gaau

khelu kudu mauj udau

sun ri sakhi ye shubh din aakar

kaisa sandesha laya 

sun ri sakhi ye shubh din aakar

kaisa sandesha laya 

rakhi ka din aaya

sajni rakhi ka din aaya

rakhi ka din aaya

sajni rakhi ka din aaya

ye rakhiya jab maine baandhi

ye rakhiya jab maine baandhi

bhaiya denge sona chandi

bhaiya denge sona chandi

pag pag phir naachungi main

sama suhana aaya

pag pag phir naachungi main

sama suhana aaya

rakhi ka din aaya

sajni rakhi ka din aaya

rakhi ka din aaya

sajni rakhi ka din aaya

resham ki rakhiya banwau

chandi ki dori se sajau

resham ki rakhiya banwau

chandi ki dori se sajau

apne bhaiya ke sur me gaau

apne bhaiya ke sur me gaau

khelu kudu mauj udau

apne bhaiya ke sur me gaau

khelu kudu mauj udau

sun ri sakhi ye shubh din aakar

kaisa sandesha laya 

sun ri sakhi ye shubh din aakar

kaisa sandesha laya 

rakhi ka din aaya

sajni rakhi ka din aaya

rakhi ka din aaya

sajni rakhi ka din aaya

Explore this song