Roman script

raina biti jaye, sham na aaye

raina biti jaye, sham na aaye

nindiya na aaye, nindiya na aaye

raina biti jaye, sham na aaye

raina biti jaye 

sham ko bhula, sham ka vada

sham ko bhula, sham ka vada

sag diye ke, jaoge radha

nindiya na aaye, nindiya na aaye

raina biti jaye, sham na aaye

raina biti jaye 

kis sautan ne roki dagariya

kis sautan ne roki dagariya

kis bairan se laagi nazariya

nindiya na aaye, nindiya na aaye

raina biti jaye, sham na aaye

raina biti jaye 

biraha ki mari, prem divani

biraha ki mari, prem divani

tan man pyasa akhiyo me pani

nindiya na aaye, nindiya na aaye

raina biti jaye, sham na aaye

raina biti jaye

Explore this song