Roman script

raah bani khud manzil

pichhe rah gayi mushkil

sath jo aaye tum

raah bani khud manzil

pichhe rah gayi mushkil

sath jo aaye tum

raah bani khud manzil

dekho phul banke sari dharti khil padi

dekho phul banke sari dharti khil padi

gujre aarzu ke raasto se jis ghadi

jis me chaurahe tum

raah bani khud manzil

pichhe rah gayi mushkil

sath jo aaye tum

raah bani khud manzil

jharna kah raha hain mere dil ki daasta

jharna kah raha hain mere dil ki daasta

meri pyas lekar chha rahi hain mastiya

jin me nahaye tum

raah bani khud manzil

pichhe rah gayi mushkil

sath jo aaye tum

raah bani khud manzil

panchhi ud gaye sab gaa ke nagma yaar ka

panchhi ud gaye sab gaa ke nagma yaar ka

lekin dil ne aisa jaal fenka pyar ka

udne na paye tum

raah bani khud manzil

pichhe rah gayi mushkil

sath jo aaye tum

Explore this song