Roman script

raat nikhari huyi, julf bikhari huyi
har adaa teri phulo ki daali
aaj subah nahi hone wali
aaj subah nahi hone wali
raat nikhari huyi, julf bikhari huyi
har adaa teri phulo ki daali
aaj subah nahi hone wali
aaj subah nahi hone wali
raat nikhari huyi
ye sama tham gaya, ye hasi adaye dekhke  
ye sama tham gaya, ye hasi adaye dekhke  
dhadkane so gayi, ye nashili aankhe dekhke, dekhke  
raat nikhari huyi, julf bikhari huyi
har adaa teri phulo ki daali
aaj subah nahi hone wali
aaj subah nahi hone wali
raat nikhari huyi
rang bhari mastiya, ye baharo ke kaafile
rang bhari mastiya, ye baharo ke kaafile
hum chale tum chale, koi sath sath chal diye, diye  
raat nikhari huyi, julf bikhari huyi
har adaa teri phulo ki daali
aaj subah nahi hone wali
aaj subah nahi hone wali
raat nikhari huyi

Song details

Song video

Watch on YouTube