Roman script

raat ko ji haay raat ko ji chamke taare
dekh balam mohe ankhiyaan maare ji 
main mar gayi raama
raat ko ji haay raat ko ji chamakein taarein
pahalu mein dil mera paanv pasaare ji 
main ka karu raama
raat ko ji haay raat ko ji bole papihara
dekh balam mora dole jiyara 
dekh balam mora dole jiyara ji
main mar gayi raama
raat ko ji haay raat ko ji bole papihara
bhed khole tera-mera mera-tera
bhed khole tera-mera mera-tera ji 
main ka karun raama
raat ko ji haay raat ko ji chamke chanda
jaise balam tere pyar ka phanda ji 
main mar gayi raama
raat ko ji haay raat ko ji chamke chanda
tere bin paaye nahin chain yah banda ji 
main ka karu raama
raat ko ji haay raat ko ji udte baadal
dekh balam mora chhod  de aanchal ji 
main mar gayi raama
raat ko ji haay raat ko ji udate baadal
saath hamare gori chalo-chalo ji 
main ka karu raama

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Mukesh, Shamshad Begum

actor: Mohana, Vishva Mehra