Roman script

mere andhere ghar mein aakar 

chadar apne sar par girakar

duniya ko duniya ko jagmaga diya 

duniya ko jagmaga diya 

raat ko din bana diya

raat ko din bana diya

dil mein jaag utha ujiyara

dil mein jaag utha ujiyara

mukhda tha kuchh aisa pyara

pyar ko bhi pyar ko bhi 

pyar ko bhi sharma diya

pyar ko bhi sharma diya

raat ko din bana diya

raat ko din bana diya

maujo mein targe soi thi

aur dil mein umnge soi thi

saakho mein soi thi kaliya 

sakh ki hriday ki duniya 

tumne sabko haa haa 

tumne sabko jagaa diya 

tumne sabko jagaa diya 

raat ko din bana diya

raat ko din bana diya

Explore this song