Roman script

raat gungunati hai loriya sunati hai

raat gungunati hai

nind kyu nahi aati kyu nahi aati

kyu nahi aati, raat gungunati hai

jindagi ne choda hai jane kaise manjil pe

jindagi ne choda hai

mitti hai ubhrti hai bekarariya dil me

mitti hai ubhrti hai bekarariya dil me

khwab kyu hue ghayal aye mere paresha dil

khwab kyu hue ghayal

nind kyu nahi aati kyu nahi aati

raat gungunati hai

raat or tanhayi soye apne begane

raat or tanhai

kaun hai yaha aye dil dukh tera jo pahchane

kaun hai

kaun hai yaha aye dil dukh tera jo pahchane

ranj-o-dard ke mare

so bhi ja, so bhi ja, so bhi ja mere pyare 

ranj-o-dard ke mare

nind kyu nahi aati kyu nahi aati

raat gungunati hai loriya sunati hai

raat gungunati hai

Explore this song