Roman script

tere husn ka chaska 
ye ye ye ye ye husn ka chaska
kaisa bhi mousm hai
mousm naa ye kam hai
is youvan me aisa dum hai
bik jaye mit jaye 
dil aaye dil jaye
dard bhi marham bhi hai
diwane mastane mastane or jaane pahchane
ha ha diwane mastane mastane or jaane pahchane
anjane bhi shamil hai
dekhe kya sapna re muskil hai bachna re
ye rasta hai ye manjil hai
tere husn ka chaska hai aisa 
pariyo ke jaadu ke jaisa 
udta hai paiso pe paisa
ye ye ye ye ye
kurbaan kurbaan kurbaan dil tujhpe kurbaan 
kurbaan kurbaan kurbaan dil tujhpe kurbaan 
kurbaan kurbaan kurbaan dil tujhpe kurbaan 
kurbaan kurbaan kurbaan dil tujhpe kurbaan 
dil dil ki dhadkan hu uljhan hu suljhan hu
ishq hai bhul bhulaya re
mujh tak hi aati hai aate hi rukti hai
sahar ki sari galliya re 
ye fisle wo fisle
sab ka hi dil machle
ae ye fisle wo fisle
sab ka hi dil machle
sab ki hai ek si battiya re
houle houle houle raaj har dil khole
mai to hu tera rasiya re 
tere husn ka chaska hai aisa 
pariyo ke jaadu ke jaisa 
udta hai paiso pe paisa
ye ye ye ye ye
kurbaan kurbaan kurbaan dil tujhpe kurbaan 
kurbaan kurbaan kurbaan dil tujhpe kurbaan 
kurbaan kurbaan kurbaan dil tujhpe kurbaan 
kurbaan kurbaan kurbaan dil tujhpe kurbaan

Song details

singer: Sunidhi Chauhan, Arun Daga