Roman script

kismat bigadi duniya badli

kismat bigadi duniya badli

phir kaun kisi ka hota hai

ae duniya walo sach to kaho 

kya pyar bhi jhutha hota hai

kismat bigadi duniya badli

jab bura zamana aata hai 

saya bhi juda ho jata hai

wo dil par chot lagata hai 

jo dil ko pyara hota hai

kismat bigadi duniya badli

duniya me wafa ka naam nahi 

duniya ko wafa se kaam nahi

sab jisko mohabbat kahate hai 

nadan wo dhokha hota hai

kismat bigadi duniya badli

tufan se kashti bach nikali 

sahil pe pahuchkar dub gayi

bhagwan tumhari duniya me 

andher ye kaisa hota hai

kismat bigadi duniya badli

phir kaun kisi ka hota hai

ae duniya walo sach to kaho 

kya pyar bhi jhutha hota hai

kismat bigadi duniya badli

jab bura zamana aata hai 

saya bhi juda ho jata hai

wo dil par chot lagata hai 

jo dil ko pyara hota hai

kismat bigadi duniya badli

duniya me wafa ka naam nahi 

duniya ko wafa se kaam nahi

sab jisko mohabbat kahate hai 

nadan wo dhokha hota hai

kismat bigadi duniya badli

kismat bigadi duniya badli

Explore this song