Roman script

qayamat hai ke ham

ek bewafa se pyaar karte hain

qayamat hai ke ham

ek bewafa se pyaar karte hain

hamari zindagi ye hai 

na jeete hain na marte hain haaye

hamari zindagi ye hai

na jeete hain na marte hain

hame waado pe unke

aitbaar aaye to kyun aaye

hame waado pe unke

aitbaar aaye to kyun aaye

idhar ikraar karte hain

udhar inkaar karte hain

idhar ikraar karte hain

udhar inkaar karte hain

kayamat hai ke ham

ek bewafa se pyaar karte hain

kaha wo raazdaar apna

kaha wo ghamzada apna

kaha wo raazdaar apna

kaha wo ghamzada apna

jise ro ro ke ham

tanhaaiyo mein yaad karte hain 

jise ro ro ke ham 

tanhaaiyo mein yaad karte hain haaye

qayamat hai ke ham

ek bewafa se pyaar karte hain

Explore this song