Roman script

qaatilaana qaatilaana

qaatilaana hai julfon ke naag re

qaatilaana hai akhiyon ki aag re

jara bachke tu rehna hai yeh aashiko ka kehna

maine lute hazaaron yaar re

qaatilaana hai julfon ke naag re

qaatilaana hai akhiyon ki aag re

jara bachke tu rehna hai yeh aashiko ka kehna

maine lute hazaaron yaar re

qaatilaana o o qaatilaana aah aah

qaatilaana o o qaatilaana

jalwe kataar meri tez inki dhaar hai

dil ke tukde kar daalungi

zehrile jaam mere aaj teri saans mein

katra katra bhar daalungi

mere honto ke yeh pyaale sab ki jaan lene waale

maine lute hajaaron yaar re

qaatilaana hai julfon ke naag re

qaatilaana hai akhiyon ki aag re

zara bachke tu rehna hai yeh aashiko ka kehna

maine lute hazaaron yaar re

qaatilaana o o qaatilaana aah aah

qaatilaana o o qaatilaana

nakhron mein naaz yeh mizaaz mere dekhkar

dhadke nazre mehmaano ki

khatro bhari hai mere roop ki ranginiya

sun le duniya deewaano ki

maine seene se nikaale dil saare tod daale

maine lute hazaaron yaar re

qaatilaana hai julfon ke naag re

qaatilaana hai akhiyon ki aag re

zara bachke tu rehna hai yeh aashiko ka kehna

maine lute hazaaron yaar re

qaatilaana o o qaatilaana aah aah

qaatilaana o o qaatilaana

Explore this song