Roman script

pyar ki nishaniya guzari huyi kahaniya

kab se rula rahi hame tumhari maharbaniya

pyar ki  nishaniya guzari huyi kahaniya

kab se rula rahi hame tumhari maharbaniya

aankho ki aarzoo ho tum

manzil ki guftgu ho tum

manzil ki guftgu ho tum

bekhabar ho tum kar rahe nadaniya

ae samma bata jara  kya hai jal mile maja

kya hai jal mile maja

aata nahi magar dhuaa jal rahi jawaniya

pyar kis nishaniya guzari huyi kahaniya

kab se rula rahi hame tumhari maharbaniya

Explore this song