Roman script

pyaar hua iqraar hua hai, pyaar se phir kyo darta hai dil

kahta hai dil, rasta mushkil, maalum nahi hai kaha manzil

kaho ki apni prit ka geet na badlega kabhi

tum bhi kaho is raah ka meet na badlega kabhi

pyar jo tuta, saath jo chhuta, jaan na chamkega kabhi

pyaar hua iqraar hua hai, pyaar se phir kyo darta hai dil

kahta hai dil, rasta mushkil, maalum nahi hai kaha manzil

pyaar hua iqraar hua hai, pyaar se phir kyo darta hai dil

raate daso dishaao se kahegi apni kahaniya

geet hamaare pyaar ki doharaayegi jawaniya

mai na rahungi, tum na rahoge phir bhi rahegi nishaniya

pyaar hua iqraar hua hai, pyaar se phir kyo darta hai dil

kahta hai dil, rasta mushkil, maalum nahi hai kaha manzil

kahta hai dil, rasta mushkil, maalum nahi hai kaha manzil

pyaar hua iqraar hua hai, pyaar se phir kyo darta hai dil

Explore this song