Roman script

pyas liye manwa hamara ye tarse 

ek bund teri daya ki jo barse

ban jaye ye pawan jiwan sara 

jaise ganga ki ho dhara  

jaise ganga ki dhara 

pyas liye manwa hamara ye tarse 

ek bund teri daya ki jo barse

ban jaye ye pawan jiwan sara 

jaise ganga ki ho dhara 

jaise ganga ki dhara 

jane anjane karte rahe bhul hum 

chhune aaye hai charno ki ab dhul hum

jane anjane karte rahe bhul hum 

chhune aaye hai charno ki ab  dhul hum

teri karuna mile buri ya bhali

teri bagiya ke hai phul hum 

pyas liye manwa hamara ye tarse 

ek bund teri daya ki jo barse

ban jaye ye pawan jiwan sara 

jaise ganga ki ho dhara 

jaise ganga ki dhara 

pyas liye manwa hamara ye tarse 

tumse hai bas hamari ye parathana 

le ke aaye hai hum to yahi kamana 

tumse hai bas hamari ye parathana 

le ke aaye hai hum to yahi kamana

aisa vardan do tum gyan do

rahe sab ke liye prem ki bhawana 

pyas liye manwa hamara ye tarse 

ek bund teri daya ki jo barse

ban jaye ye pawan jiwan sara 

jaise ganga ki ho dhara 

jaise ganga ki dhara 

pyas liye manwa hamara ye tarse

Explore this song