Roman script

pyaar ka jashn nayi tarah manana hoga

pyaar ka jashn nayi tarah manana hoga

gham kisi dil mein sahi, gham ko mitana hoga

meri gardan me, teri sandli baaho ka ye haar

abhi aansu the in aankho mein, abhi itna khumar

main na kehta tha 

mere ghar mein bhi aayegi bahar

shart itni thi ke pehle, tujhe aana hoga

pyaar ka jashn nayi tarah manana hoga

gham kisi dil mein sahi, gham ko mitana hoga

kaanpte hotho pe, paimane wafa kya kehna

tujhko laayi hai kahan, lafzesifa kya kehna

mere ghar mein tere mukhde ki ziya kya kehna

aaj har ghar ka deeya, mujhko jalana hoga

pyaar ka jashn nayi tarah manana hoga

pyaar ka jashn nayi tarah manana hoga

gham kisi dil mein sahi, gham ko mitana hoga

gham kisi dil mein sahi, gham ko mitana hoga

Explore this song