Roman script

purani jeans aur gitaar 

muhlle ki wo chhat, aur mere yaar 

wo raton ko jaagna 

subah ghar jaana, kud ke divaar 

wo sigret pina gali me jaake 

wo karna danto ko ghadi ghadi saaf 

pahunchna college hamesha let 

wo kahana sar ka 

get out from the class 

wo bahar jake hamesha kahna 

yaha ki system bhi hain kharab 

wo jake centeen me teval bajaa ke 

wo gane gaana yaron ke saath 

bas yaaden yaaden yaaden yaaden 

yaaden rah jati hain

chhoti chhoti chhoti chhoti 

baaten rah jati hain

bas yaaden yaaden

wo papa ka dantna 

wo kahan mummy ka chho jiya 

tumhe to bas nazar ata hai

jaha me beta mera hi kharaab 

wo dil me sochna 

kar ke kuchh dikha de 

wo karna faining, roz nayi yaad 

ladakpan daar wo pahla pyaar 

wo likhna haatho pe a plas r 

wo khidaki se jhaankana 

wo likhna letter unhe baar baar 

wo dena tohfen me sone ki baliya 

wo lena dosto se paise udhaar 

bas yaaden yaaden yaaden yaaden 

yaaden rah jati hain

chhoti chhoti chhoti chhoti 

baaten rah jati hain

bas yaaden yaaden

aisa yadon ka mausam chalaa 

bhulta hi nahi dil mera 

raha meri aur gitaar 

muhlle ki wo chhat, aur mere yaar 

wo raton ko jaagna 

subah ghar jaana, kud ke divaar 

purani jeans aur gitaar 

muhlle ki wo chhat, aur mere yaar

Explore this song