Roman script

sharabi naino ka tere zamana deewana

tu may hai, main hu tera maikhana

sharabi naino ka tere zamana deewana

tu may hai, main hu tera maikhana

tere gore gulabi gaalo pe qurban jag sara

tere gore gulabi gaalo pe qurban jag sara

sitam hai uspe, sitam hai uspe

tera muskurana jaan-e-jaana

tu may hai, main hu tera maikhana

sharabi naino ka tere zamana deewana

tu may hai, main hu tera maikhana

teri ulfat mein jaane log kitne jaan kho baithe

teri ulfat mein jaane log kitne jaan kho baithe

khuda ke waaste, khuda ke waaste 

na dil ko mere thukrana

tu may hai, main hu tera maikhana

sharabi naino ka tere zamana deewana

tu may hai, main hu tera maikhana

chalo us desh ko jaaye jahan duja koi na ho

chalo us desh ko jaaye jahan duja koi na ho

aao ek baar to, aao ek baar to

na laut ke kabhi jaana

tu may hai, main hu tera maikhana

sharabi naino ka tere zamana deewana

tu may hai, main hu tera maikhana

tu may hai, main hu tera maikhana

tu may hai, main hu tera maikhana

tu may hai, main hu tera maikhana

tu may hai, main hu tera maikhana

tu may hai, main hu tera maikhana

Explore this song