Roman script

mera man to teri yaad me 

har pal hardam jala tha 

tanha chhod ke rahe mod ke 

bolo na kya mila tha 

main to hu hi sada, kad jala 

ab hamesha rahu, kad jala 

main dil jala 

maine samjha ki tum hi wo pyar ho 

jiski aankhon me hardam ikraar ho 

der tak tak roshni si aai kiran 

fir ujala andehre se dar gaya 

haar ke khof se subta gaya 

doob kar doob ke doob gaya 

mera man to teri yaad me 

har pal hardam jala tha 

tanha chhod ke rahe mod ke 

bolo na kya mila tha 

main to hu hi sada, kad jala 

ab hamesha rahu, kad jala 

main dil jala 

kho gaye hain pyar ke sare mausam kahi 

kash tham jate badal aur barkha bhai 

har nazare me dhundu main wade tere 

ab wafa wo kaha hai teri bewafa 

laut kar fir na aai wo ghata 

loot kar le gai sab kuch mera 

mera man to teri yaad me 

har pal hardam jala tha 

tanha chhod ke rahe mod ke 

bolo na kya mila tha 

main to hu hi sada, kad jala 

ab hamesha rahu, kad jala 

main dil jala

Explore this song