Roman script

premi hun paagal hun mai, paagal hun mai, paagal hun mai 

rup ka aanchal hun mai, aanchal hun mai , aanchal hun mai 

pyaar ka badal hun mai 

parvato se aaj mai takraa gaya

tum ne di aawaz lo mai aa gaya

parvato se aaj mai takraa gaya

tum ne di aawaz lo mai aa gaya

tum ne di aawaz lo mai aa gaya

tum bulaao mai na aau aisa harjaai nahi 

tum bulaao mai na aau aisa harjaai nahi 

itne din tumko hi meri, itne din tumko hi meri

yaad tak aai nahi 

aa gaya yaado ka mausam aa gaya 

tum ne di aawaz lo mai aa gaya 

tum ne di aawaz lo mai aa gaya 

umr hi aisi hai kuchh ye tum kisi se puchh lo 

umr hi aisi hai kuchh ye tum kisi se puchh lo 

ek saathi ki zarurat, ek saathi ki zarurat

padati hai har ek ko 

dil tumharaa is liye ghabraa gaya 

tum ne di aawaz lo mai aa gaya 

tum ne di aawaz lo mai aa gaya 

khol kar in band aankho ko jharokho ki tarah 

khol kar in band aankho ko jharokho ki tarah 

chor aavara havaa ke, chor aavara havaa ke

mast jhoko ki tarah 

reshami zulfo ko mai bikhara gaya 

tum ne di aawaz lo mai aa gaya 

ho ho ho parvato se aaj mai takraa gaya

tum ne di aawaz lo mai aa gaya

tum ne di aawaz lo mai aa gaya

Explore this song