Roman script

prem ne man me

prem ne man me aag lagai

preet mujhe kyu raas na aayi

preet mujhe kyu raas na aayi

ye prem hai thandi jawala

jinpar makadi ka jala

saaf kiya is par lachaye

prem ne man me aag lagai

preet mujhe kyu raas na aayi

preet mujhe kyu raas na aayi

khud deep jalaya maine

prem kiya dukh paya maine

prem kiya dukh paya maine

aap apni chita banai

prem ne man me aag lagai

preet mujhe kyu raas na aayi

preet mujhe kyu raas na aayi

kab tak dukh jivan ke mele

kab tak dukh jivan ke mele

kab tak shital aansu se khele

iske bal se mai ghabraayi

prem ne man me aag lagai

preet mujhe kyu raas na aayi

preet mujhe kyu raas na aayi

tum bin jina bhi hai marna

pachtaoge preet na karna

preet kisi ko raas na aaye

prem ne man me aag lagai

preet mujhe kyu raas na aayi

preet mujhe kyu raas na aayi

prem ne man me

Explore this song