Roman script

prem ki to hai jhuthi maaya

prem ki to hai jhuthi maaya

kisi ne khoya kisi ne paaya

prem ki to hai jhuthi maaya

is duniya ki jhuthi rasme

jhuthe waade jhuthi kasme

prem ko koi samjh na paya

apna kaha jise vo tha paraya

kisi ne khoya kisi ne paaya

prem ki to hai jhuthi maaya

prem ki to hai jhuthi maaya

patthar dil hai duniywaale

koi na dekhe man ke chhale

meet samjh ke jiski pukaara

usi ne man ka deep bujhaya

kisi ne khoya kisi ne paaya

prem ki to hai jhuthi maaya

prem ki to hai jhuthi maaya

kisi ne khoya kisi ne paaya

prem ki to hai jhuthi maaya

prem ki to hai jhuthi maaya

Explore this song