Roman script

are zaalim ye apno se hi kaisi dushmani le li 

ki jisne jindagi di thi usi ki jindagi le li 

lahu ki dhar kehti hain tu kaatil hain nahi waaris waaris waaris 

aaj maati sunaaye kahani aaj maati sunaaye kahani  

oh duniya duniya tu yaad rakhna 

oh duniya tu yaad rakhna aaj maati sunaaye kahani 

oh duniya duniya tu yaad rakhna oh duniya tu yaad rakhna 

kaisa milan hain nyara apna din me jaise dekhu sapna 

kismat se ye kismat se ye dor judi 

koi aanchal koi aanchal sunaaye kahani 

oh duniya duniya tu yaad rakhna oh duniya tu yaad rakhna 

dekho pyar ki ye diwali apne ghar me aag laga li 

yaad rahegi yaad rahegi ye kurbaani 

aaj aansu aaj aansu sunaaye kahani 

oh duniya duniya tu yaad rakhna oh duniya tu yaad rakhna 

aansu bole kuch bhi le le baag liya ek phul to de de

sun le daata sun le daata meri dua 

aaj maalik aaj maalik sunaaye kahani  

oh duniya duniya tu yaad rakhna oh duniya tu yaad rakhna 

suraj duba tara baaki laung nahi lashkara baaki 

yaad rahegi yaad rahegi teri nishani aaj waaris waaris waaris 

aaj waaris sunaaye kahani oh duniya duniya tu yaad rakhna 

oh duniya tu yaad rakhna aaj waaris sunaaye kahani 

aaj waaris sunaaye kahani oh duniya duniya tu yaad rakhna 

oh duniya tu yaad rakhna oh duniya tu yaad rakhna 

oh duniya tu yaad rakhna oh duniya tu yaad rakhna

Explore this song