Roman script

hari naam le lalna

hari naam le lalna

jag naam to chhalna

jag naam to chhalna

hari naam le, hari naam le

aaya hai dene rin tha raha jo

pake manav janam yaha to 

aaya hai dene rin tha raha jo

pake manav janam yaha to 

man ki khol tu band kiwadiya

jo darshan ho karna

hari naam le lalna

jag naam to chhalna

hari naam le, hari naam le

maati jaisa maan ke man ko

is me daalo dharam ke jal ko

is me daalo dharam ke jal ko

aise pakao bhakti agan se

jag se hai

jag se hai jo tarna

hari naam le, hari naam le

govind govind govind bolo

hari naam lelo aanand gholo

raksha kare wo to

sathi sakha hai bandhu

sant ka wo guruwant ka

wo bhagwant hai sabhi ka

dhnay ho to jagmanay ho to

de saubhagay tujhko

prabhu mere hari vithla

prabhu mere hari vithla

vithla

Explore this song