Roman script

puri ho gayi man ki baat
puri ho gayi man ki baat
man ki baat
puri ho gayi man ki baat
puri ho gayi man ki baat
man ki baat
man kahta tha ek nadi ho 
ek nadi ho 
jisme naav chali jati ho
naav chali jati ho
niche phul ho upar taare
madhmati ho raat
puri ho gayi man ki baat
puri ho gayi man ki baat
man ki baat
saajan pyar jagane aaya
man ki pyas bujhane aaya
saajan pyar jagane aaya
man ki pyas bujhane aaya
phir se man ko chain na aaye
phir se man ko chain na aaye
aisa ye kamjaat
puri ho gayi man ki baat
puri ho gayi man ki baat
man ki baat
saajan mera hai saajan ki 
aaj ki raat hai raat milan ki
saajan mera hai saajan ki 
aaj ki raat hai raat milan ki
aaj ki raat ko baandh le bijhna
aaj ki raat ko baandh le bijhna
aaj ki raat ko baandh le bijhna
ho na kabhi prabhat
ho na kabhi prabhat
ho na kabhi prabhat

Song details

Song video

Watch on YouTube