Roman script

piya sanvara, piya sanvara 

piya sanvara tarsa raha

sajna mora tadapa raha

piya saanvara tarsa raha

sajna mora tadapa raha

kahi dur se dekar sada 

kahi dur se dekar sada

uljha raha man banwra, uljha raha man banwra

uljha raha man banwra

piya sanvara

meri aankh me tera rang hai

piya dur hai par sang hai

ho meri aankh me tera rang hai

piya dur hai par sang hai

jogan bani mai pyar me 

jogan bani mai pyar me

piya banwra, piya banwra ithla raha

piya sanvara

nahi bhukh me, nahi pyas me

meri sham ki is aas me

nahi bhukh me, nahi pyas me

meri sham ki iss aas mein

is sham ka us sham se, is sham ka us sham se

rishta koi batla raha, rishta koi batla raha

piya sanvara, piya sanvara

piya  piya  piya  piya sanvara sanvara sanvara

Explore this song