Roman script

pehle bharat me korwo pandwo ka raj tha

ek rajsinghs hi kondwana durg ka sartaj tha

pehle bharat me korwo pandwo ka raj tha

ek rajsinghs hi kondwana durg ka sartaj tha

us raja ki gatha ye raju bole aau maja raju

aape re raju mera naam raju my name is raju

bhaiyo aur behno is kodwana durg ka vaibav dekhkar

sataru rajdumketu jal gaye aur sena lekar aakarman kar diya 

tab apna rajsingh sachet ho kar is surang marg dwara

sena lekar shatru sena par bijli ki tarah tut pada

vijayi ho ke vapas aa gaya dwaja ka magan ho gaya

durag pe raj is tarha kiya dharti par sawarg la diya

dawar khadi navalnar sajsvar ke 

aaha aarti ke bhkat bhare phul war ke

singhasan par lage krishan murti hai

sewa se jan jan me chhayi kirti hai

ho raja bhai bhi par tu hi hai hamara raja

rakhwali yahi chahi kila koi na humne chaha

raja di raja baje re baja mera naam raju my name is raju

us sunder rajsingh ki do pyari raniya thi badi rani nachati

mayuri thi thagad dam thagad dam thagad dam

chhoti rani sangit shokin sargam parvin ni sa pa re sa ga

karke koshan kalam ka khud kavita ko janam de diya

shilpkala ko naresh ne phir jala diya sare desh me

taal ko banake akal ko hataya sara desh anpuran sa banaya

jati dharam majhab ka rog mitaya 

aaha ram raj ka mahan gorav laya

chahat se jo tu dekhe kya jarurat hai rishto ki

mere jaise insa ho kya jarurat farishto ki

raja di raja baje re baja aau maja raju mera naam raju

pehle bharat me korwo pandwo ka raj tha

ek rajsinghs hi kondwana durag ka sartaj tha

us raja ki gatha ye raju bole aau  maja raju

aape re raju mera naam raju my name is raju mera naam raju

Explore this song