Roman script

pate ki baat kahegaa kahegaa jab bhi diwaana

meri surat pe naa jaanaa

vahaan kuchh der hai pyaare nahi andher hai pyaare

jo tujhko na dikhaai de nazar kaa pher hai pyaare

nazar kaa pher hai pyaare

tu bahkaave me na aana hai uskaa sab jag jaanaa

meri surat pe naa jaanaa

meri surat pe naa jaanaa

pate ki baat kahegaa kahegaa jab bhi diwaana

chaar ke aath tu kar le aath ke saath tu kar le

rahega phir bhi ye khaali pet ko laakh tu bhar le

pet ko laakh tu bhar le

sikh le man ko manana sabar se kaam chalana

meri surat pe naa jaanaa

meri surat pe naa jaanaa

pate ki baat kahegaa kahegaa jab bhi diwaana

jo na talvaar se hogaa vo pal me pyaar se hogaa

na kar paayenge jo laakho vo ek dildaar se hogaa

vo ek dildaar se hogaa

sabhi se pyaar nibhana hai apnaa chalan purana

meri surat pe naa jaanaa

meri surat pe naa jaanaa

pate ki baat kahegaa kahegaa jab bhi diwaana

meri surat pe naa jaanaa

meri surat pe naa jaanaa

pate ki baat kahegaa kahegaa jab bhi diwaana

pate ki baat kahegaa kahegaa jab bhi diwaana

pate ki baat kahegaa kahegaa jab bhi diwaana

pate ki baat kahegaa kahegaa jab bhi diwaana

Explore this song