Roman script

parwane ho parwane 
parwane ho parwane 
tu kya jalna jane 
mane ya na mane 
mane ya na mane 
jalna sikh sama se pagle 
jalna sikh sama se pagle 
phir jal ja deewane
phir jal ja deewane 
ae sama ko kya pahchane 
ae sama ko kya pahchane 
parwane ke dil ki jalan ko 
parwane ke dil ki jalan ko 
parwana hi jane 
parwana hi jane 
parwane ho parwane  
parwane ho parwane  
jal ke pata na jal ke pata na 
jal ke pata na jal ke pata na 
chupke chupke jalne wali 
chupke chupke jalne wali 
hui sama badnaam 
hui sama badnaam 
ye dard koun pahchane 
ye dard koun pahchane 
ye dard koun pahchane 
parwane ho parwane 
parwane ho parwane 
jaan bujh kar bhi parwana 
aag se prit lagata 
aag se prit lagata 
jaan bujh kar bhi parwana 
aag se prit lagata
aag se prit lagata 
udta girta jalta marta 
udta girta jalta marta 
prit ki rit nibhata 
prit ki rit nibhata 
tu to jalana jane 
tu to jalana jane
tu kya jalna jane
parwane ho parwane 
parwane ho parwane

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Husn Bano, Mukesh