Roman script

pani pe barse jab pani jab ho fizaye diwani

fir to aise mausam me karta hai dil bhi nadani

kuch dhundti hai do aankhe

kuch khojta hai man mera

wo kaun hai kaha par hai jiske khyal ne ghera

pani pe barse jab pani jab ho fizaye diwani

fir to aise mausam me karta hai dil bhi nadani

bijli chamak chamak kar kyu hame muh chidaye jati hai

natkhat ishare kar kar ke kyu muskuraye jati hai 

pani pe barse jab pani jab ho fizaye diwani

fir to aise mausam me karta hai dil bhi nadani

Explore this song