Roman script

pandit ho ya lala ya gandhi topi wala

jo bhi khaye chiku bhaiya kahlaye matwala

pandit ho ya lala ya gandhi topi wala

hoye pandit ho ya lala ya gandhi topi wala

jo bhi khaye chiku bhaiya kahlaye matwala

abe chhakwa ghe chiku

joru kahti khau na khana bhul gaye kyu chiku lana

are joru kahti khau na khana bhul gaye kyu chiku lana

isi ki to farmaish karte o

isi ki to farmaish karte

jaali ho ya kaala kahlaye matwala

pandit ho ya lala ya gandhi topi wala

oye pandit ho ya lala ya gandhi topi wala

jo bhi khaye chiku bhaiya kahlaye matwala

abe chhaku ghe chiku

chehre ka ye husn badaye sari duniya shauk se khaye

chehre ka ye husn badaye sari duniya shauk se khaye

nargis khaye nimi khaye o

nargis khaye nimi khaye

khaye madhubala kahlaye matwala

pandit ho ya lala ya gandhi topi wala

are pandit ho ya lala ya gandhi topi wala

jo bhi khaye chiku bhaiya kahlaye matwala

abe chhaku ghe chiku

le ja jholi bhar bhar le ja

daam na ho to dil hi deja

le ja jholi bhar bhar le ja

daam na ho to dil hi deja

jaise chahe sauda kar le o

jaise chahe sauda kar le

kar na gadbad jhala kahlaye matwala

pandit ho ya lala ya gandhi topi wala

oye pandit ho ya lala ya gandhi topi wala

jo bhi khaye chiku bhaiya kahlaye matwala

ae bhiku ab to kha chiku

Explore this song