Roman script

panchhi ban me

panchhi ban me piya piya gaane laga

panchhi ban me

sakhi haatho se haay sakhi haatho se

sakhi haatho se dil mera jaane laga

panchhi ban me

panchhi ban me piya piya gaane laga

panchhi ban me

sun paapi ki dhun, sun paapi ki dhun

sun paapi ki dhun mera dhadke hain ji

ho mera dhadke hain ji

mile naina kisi se huyi mai bawari

ho mile naina kisi se huyi mai bawari

maja jine kaa haay maja jine kaa

maja jine kaa abb mujhe aane laga

panchhi ban me

panchhi ban me piya piya gaane laga

panchhi ban me

gayi tanman mai haar, gayi tanman mai haar

gayi tanaman mai haar ladi aisi najar

ho ladi aisi najar

dil de ke rahi naa mujhe apni khabar

ho dil de ke rahi naa mujhe apni khabar

mera nanha sa haay mera nanha sa 

mera nanha sa jiya bal khane laga

panchhi ban me

panchhi ban me piya piya gaane laga

panchhi ban me

Explore this song