Roman script

karta dharta wo hi sabka

wo hi ek karta

ek bada parivar usi ka 

yeh sara sansar

prem ki boli bol tu mukh se

prem ki boli bol tu mukh se 

prem hi hai parmatma

kaun hai nicha kaun hai uncha 

sab mein ek hi aatma

prem ki boli bol tu mukh se 

prem hi hai parmatma

kaun hai nicha kaun hai uncha 

sab mein ek hi aatma

prem ki boli bol tu mukh se

man mein jo prem ka deep jale

dur hate sab andhiyara

akhand sansar agyan mite

faile gyan ka ujiyara

faile gyan ka ujiyara

is dharti se paap hate 

is dharti se paap hate

aur chamke punay ki purnima

kaun hai nicha kaun hai uncha 

sab mein ek hi aatma

prem ki boli bol tu mukh se 

prem hi hai parmatma

kaun hai nicha kaun hai uncha 

sab mein ek hi aatma

prem ki boli bol tu mukh se

jag mein wo sare dhram jo uthe 

jo hum sab ko bharmaye

manav dhram hi saccha hai

prem ki raah jo dikhlaye

prem ki raah jo dikhlaye

ek dusre ki bhulo ko

ek dusre ki bhulo ko

prem bhaav se karo kshama 

kaun hai nicha kaun hai uncha 

sab mein ek hi aatma

prem ki boli bol tu mukh se 

prem hi hai parmatma

kaun hai nicha kaun hai uncha 

sab mein ek hi aatma

kaun hai nicha kaun hai uncha 

sab mein ek hi aatma

kaun hai nicha kaun hai uncha 

sab mein ek hi aatma

Explore this song