Roman script
na zameen mili na falak mila hai safar mein andha parinda jis raah ki manzil nahi wahin kho gaya hoke gumraah na zameen mili na falak mila hai safar mein andha parinda jis raah ki manzil nahi wahin kho gaya hoke gumraah hawa gaon ki ab bhi dhoondh rahi bebas aankhein yeh dhundhli hoti rahi na bola kuchh na kuchh kaha koyi jaata hai kya iss tarah na zameen mili na falak mila hai safar mein andha parinda jis raah ki manzil nahi wahin kho gaya hoke gumraah zindaan ko udaan samajh baitha ik baar bhi mudd ke na dekha hare pedon ki shakhein chhod aaya masoom ko kisne behkaya hariyali woh yaadon mein aati rahi raahein takreerein roz sunati rahi na dua mili na mila khuda hua kaid pagal parinda na zameen mili na falak mila hai safar mein andha parinda jis raah ki manzil nahi wahin kho gaya hoke gumraah jehan mein kisne zehar dala rooh pe kehar kar dala jhoothi tasveer dikha ke mazhab ki kambakht insaan badal dala dozakh ki taraf haaye naadaan chali jannat gaon mein thi achhi bhali aankhein khuli toh sab dikha gumnaam hai yeh parinda na zameen mili na falak mila hai safar mein andha parinda jis raah ki manzil nahi wahin kho gaya hoke gumraah
Song details
- Singer: Sunidhi Chauhan
- Singer: Bishakh Jyoti
- Film / album: The Kerala Story (2023)
- Composer: Bishakh Jyoti
- Lyricist: Ozil Dalal
- Actor: Adah Sharma
- Actor: Yogita Bihani
- Actor: Sonia Balani
- Actor: Siddhi Idnani
- Actor: Vijay Krishna
- Actor: Pranay Pachauri
- Actor: Pranav Mishra
Song video
singer: Sunidhi Chauhan, Bishakh Jyoti