Roman script

o sajana barkha bahaar aayi

rasa ki phuhar laai, ankhiyo me pyar laai 

o sajana barkha bahaar aayi

rasa ki phuhar laai, ankhiyo me pyar laai 

o sajana

tumko pukare mere mann ka papihara

tumko pukare mere mann ka papihara

mithi mithi agani me jale mora jiyara

o sajana barkha bahaar aayi

rass ki phuhar laai, ankhiyo me pyar laai 

o sajana

aisi rimjhim me o sajan, pyase pyase mere nayan

tere hi khvaab me kho gaye 

aisi rimajhima me o sajan, pyase pyase mere nayana

tere hi khvaab me kho gaye 

saavali saloni ghata, jab jab chhaai 

saavali saloni ghata, jab jab chhaai

ankhiyo me rainaa gayi, nindiyaa na aai

o sajana barkha bahaar aayi

rasa ki phuhar laai, ankhiyo me pyar laai 

o sajana barkha bahaar aayi

rass ki phuhar laai, ankhiyo me pyar laai 

o sajana

Explore this song