Roman script

o raama ho ho, o raama ho ho
man me lagan jagaayi
tan me agan lagaayi, phir de di judaayi 
tum dost ho ya dusman raam ji
tum dost ho ya dusman raam ji
man me lagan jagaayi
tan me agan lagaayi, phir de di judaayi 
tum dost ho ya dusman raam ji
tum dost ho ya dusman raam ji
ho raama ho ho, ho raama ho
kab tak main sahu ye sitam 
kab tak chup rahu
kab tak aansuo ki 
nadi banake main bahun
kab tak main sahu ye sitam 
kab tak chup rahu
kab tak aansuo ki 
nadi banake main bahun
o raama ho ho, o raama ho ho 
kaahe preet badhaayi
de di ye tanhaayi, tohe laaj na aai 
tum dost ho ya dusman raam ji 
tum dost ho ya dusman raam ji 
mandir me tumhaare, jhilmilaate hai diye
gum ke andhere me, koi ghut ghut ke jiye
mandir me tumhaare, jhilmilaate hai diye
gum ke andhere me, koi ghut ghut ke jiye
ho raama ho ho, ho raama ho 
achchhi preet nibhaayi
aisi ki hasjagaayi, aankhen uth na paayi
tum dost ho ya dusman raam ji 
tum dost ho ya dusman raam ji 
man me lagan jagaayi
tan me agan lagaayi, phir de di judaayi 
tum dost ho ya dusman raam ji
tum dost ho ya dusman raam ji
o raama ho ho, o raama ho ho 
o raama ho ho, o raama ho ho 
o raama ho ho, o raama ho ho

Song details

Song video

Watch on YouTube