Roman script

o faili hai khabar faili hai khabar aaj

ye phulo ki jubani aayi hai jawani

sakhiyo aayi hai jawani 

o faili hai khabar failihai khabar 

ye phulo ki jubani aayi hai jawani

sakhiyo aayi hai jawani o faili hai khabar

malim nahi kiski ye dhun aath pahar hai 

malim nahi kiski ye dhun aath pahar hai 

aahat pe najar hai har ek aahat pe najar hai 

aahat pe najar hai har ek aahat pe najar hai 

dil bhi deewana meri aankhe bhi deewani

dil bhi deewana meri aankhe bhi deewani

o faili hai khabar failihai khabar 

ye phulo ki jubani aayi hai jawani

sakhiyo aayi hai jawani o faili hai khabar

milte hi najar unse mere

mere dil ka dhadkana o mere dil ka dhadkana

aankho ka jhapkna meri aankho ka jhapkna

malum ho na jaye kisi ko ye kahani

kisi ko ye kahani ho kisi ko ye kahani 

o faili hai khabar failihai khabar 

ye phulo ki jubani aayi hai jawani

sakhiyo aayi hai jawani o faili hai khabar

Explore this song