Roman script

o pavan veg se udane vaale ghode 
tujh pe savaar hai jo meraa suhaag hai vo 
rakhiyo re aaj unki laaj ho 
o pavan veg se udane vaale ghode 
tere kadho par aaj bhar hai mevad ka 
karna padega tujhako samna pahad ka 
haldi ghati nahi hai kam koi khilavad ka 
dena javab vahan shero ki dahad ka 
ghadiya tufan ki hai tere imtahan ki hai 
ghadiya tufan ki hai tere imtahan ki hai 
rakhiyo re aj unki laaj ho 
o pavan veg se udane vaale ghode 
tujh pe savaar hai jo meraa suhaag hai vo 
rakhiyo re aaj unki laaj ho 
o pavan veg se udane vaale ghode

Song details

Song video

Watch on YouTube

actor: Nirupa Roy, Jairaj