Roman script

o nirdayi pritam

o nirdayi pritam

pranay jaga ke, hriday churaa ke

chup hue kyo tum

o nirdayi pritam

ye chandaa shital kahalaataa

phir kyo mere ag jalaataa

ye chandaa shital kahalaataa

phir kyo mere ag jalaataa

phul saa komal, baan madan ka 

phul saa komal, baan madan ka

shul banake tan me chubh jata

tumhare shur ke birahaa tap me

aag bani punam

o nirdayi pritam, o nirdayi pritam

tum madhuban ke ramar sayaane

tum madhuban ke ramar sayaane

ban ki kali tera hr^iday na jaane

gujan me kya, man me kya tha

prit ya chhal tha, kya pahachaane

gujan me kya, man me kya tha

prit ya chhal tha, kya pahachaane

chit ke chor, kathor hriday ke

kyo mile the ham

o nirdayi pritam, o nirdayi pritam 

pranay jaga ke, hriday churaa ke

chup hue kyo tum

o nirdayi pritam, o nirdayi pritam

Explore this song