Roman script

o maajhi teri naiyaa se chhuta kinaara 

o maajhi teri naiyaa se chhuta kinaara 

kaha le chali samay ki dhaara kaha le chali samay ki dhaara

bichhad gaye sab tere apane ujad gaye sab sundar sapane

bichhad gaye sab tere apane ujad gaye sab sundar sapane

o maajhi tera khel bigad gaya saara

kaha le chali samay ki dhaara kaha le chali samay ki dhaara

ho dosh na de tu in maujo ko

kuch mat bol tu sab logo ko

ho dosh na de tu in maujo ko

kuch mat bol tu sab logo ko

o maajhi tujhe tere nasibo ne maara

kaha le chali samay ki dhaara 

kaha le chali samay ki dhaara

patwaaro ko tod gaye hai

bich bhanwar woh chhod  gaye hai

patwaaro ko tod gaye hai

bich bhanwar wo chhod  gaye hai

o maajhi tune jisako bhi paar utaara

kaha le chali samay ki dhaara 

kaha le chali samay ki dhaara

o maajhi teri naiyaa se chhuta kinaara

kaha le chali samay ki dhaara 

kaha le chali samay ki dhaara

Explore this song