Roman script

tum aao ya na aao o bichhad jane vale 
teri yaad is ghar mein aati rahegi aati rahegi 
tum aao ya na aao o bichhad jane vale 
teri yaad is ghar mein aati rahegi aati rahegi ho
papiha pukarega jab pi kahan hai kaha 
ho bas mein rahega mera ji kahan
hay papiha pukarega jab pi kahan hai kaha 
ho bas mein rahega mera ji kahan
bahar aake mujhko rulati rahegi 
teri yaad is ghar mein aati rahegi aati rahegi 
tum aao ya na aao o
sataro ki chhav mein tumhe mera pyar 
hamesha karega tera intjar o tera intjar 
tujhe dil ki dhadakan bulati rahegi 
teri yaad is ghar mein aati rahegi aati rahegi

Song details

Song video

Watch on YouTube