Roman script

o bhulane waale gam mein tere 

o bhulane waale gam mein tere 

ham apna fasana bhul gaye

dukh dard ne aisa gher diya

laaje sar bhi hilana bhul gaye

o bhulane waale gam mein tere 

tera dukhda kahti to jara

gujre jo tumpe kunche se

ek gudiya ro ro kahti thi 

ek gudiya ro ro kahti thi 

is raste pe aana bhul gaye

o bhulane waale gam mein tere 

ulafat to likh di kismat mein 

takdeer ke likhane wale ne 

wo unko diya tha dil hamne 

wo unko diya tha dil hamne 

ulfat ka nibhana bhul gaye 

o bhulane waale gam mein tere 

ab kashti-e-dil ka khuda haafij

majhadar mein khewat ruth gaya

dil se unki tamnna chhod chuke 

dil se unki tamnna chhod chuke 

ke sahil pe aana bhul gaye 

o bhulane waale gam mein tere

Explore this song