Roman script

ye roshni jalti rahe jan bhi jaye hame hoga na gum
o beraham tere sitam ham pe 
honge kab tak dekhenge hum ye roshni jalti rahe 
jan bhi jaye hame hoga na gum
wo dekh aasuo se jakham dho rahi hai jindagi
wo khak hoke biz naye bo rahi hai jindagi
siwa khuda ke or ki na hogi hamse bandagi
siwa khuda ke or ki na hogi hamse bandagi
ye kahke bar bar ro rahi hai jindagi
ye gam ke or char din sitam ke or char din
ye din bhi jayenge guzar guzar gaye hazar din
na jane kab bhadak uthe ye aag intkam ki
na jane kab bhadak uthe ye aag intkam ki
wo aa rahe hai aandhiyo ki peeth par sawaar bin
o beraham tere sitam ham pe honge kab tak dekhenge hum 
ye roshni jalti rahe jan bhi jaye hame hoga na gum

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Manna Dey, Lata Mangeshkar