Roman script

husn ko chaand jawaani ko kamal kahte hai 
husn ko chaand jawaani ko kamal kahte hai 
unki surat najar aaye to gajal kahte hai 
sangemarmar se tarasha hua safaaf badan 
dekhne waale ise taajmahal kahate hai 
nikal aaye idhar janaab kaha
nikal aaye idhar janaab kaha 
raat ke waqt aaftaab kaha 
nikal aaye idhar janaab kaha
nikal aaye idhar janaab kaha
mere hontho pe teri khushbu hai 
mere hontho pe teri khushbu hai 
mere hontho pe teri khushbu hai 
chhu sakegi inhe sharaab kaha
chhu sakegi inhe sharaab kaha
raat ke waqt aaftaab kaha 
nikal aaye idhar janaab kaha 
khile hai sab kisi ki aarij par 
aarij gaalo ko aarij kahte hai 
khile hai sab, khile hai sab, khile hai sab 
khile hai sab, khile hai sab
khile hai sab kisi ki aarij par 
khile hai sab kisi ki aarij par 
is baras baag me gulaab kaha 
raat ke waqt aaftaab kaha 
nikal aaye idhar janaab kaha 
meri aankhe kisi ke aansu hai 
meri aankhe, meri aankhe, meri aankhe
meri aankhe, meri aankhe kisi ke aansu hai 
meri aankhe kisi ke aansu hai 
warna in pattharo me aag kaha 
warna in pattharo me aag kaha 
raat ke waqt aaftaab kaha 
nikal aaye idhar janaab kaha 
nikal aaye idhar janaab kaha 
ho janaab kaha, ho janaab kaha

Song details

Song video

Watch on YouTube