Roman script

nicha kam uncha nam nam nam

ye duniya kaisa ghorakh dhandha 

nicha kam uncha nam 

ye duniya kaisa ghorakh dhandha 

nicha kam uncha nam 

ye prani aankhe rahte andha

nicha kam uncha naam 

sidha kam baba sidha kam

unche unche mahal utha le

unche unche mahal utha le

lakh bichha le pahre

lekin roke ruke na aayi

samay shakt na thehare

sar pe sada kal ka kal ka

kal ka phanda

nicha kam uncha nam

ye duniya kaisa ghorakh dhandha 

nicha kam uncha nam 

kashi jaye mathura jaye

kashi jaye mathura jaye

kashi jaye mathura jaye

das snan karaye 

lekin man ke andhiyare me

chor chhupa muskaye

kate  jeb udhar de,  udhar de, udhar de 

nicha kam uncha nam

ye duniya kaisa ghorakh dhandha 

nicha kam uncha naam nam nam

krishan kanahiya the chori ki aur

mukh kar shyam ghuma le aankh

mukh kar shyam ghuma le aankh

krishan kanahaiya se 

thodi si mafi kaun karaye

ham jo aisa kar baithe

to duniya khel banaye

kya ho jab na mile koi 

na mile koi

na mile koi dhandha

nicha kaam uncha naam

ye duniya kaisa ghorakh dhandha 

nicha kaam uncha naam 

ye prani aankhe rahte andha

nicha kaam uncha naam 

sidha kaam baba sidha kaam

nicha kaam uncha naam 

nicha kaam uncha naam

Explore this song